Saturday, December 4, 2010

gaurav




gaurav


kaminey kutte saale haramkhor


mujhe thoda bhi bura nahi lag raha hai ki mai tujhe


tere b'day par gaaliya de raha hu


tune wo sab kiya jo maine kabhi socha bhi nahi tha


ki tu aisa bhi kar sakta hai


jin dosto ne tujhe itana pyaar diya


unke baare me bura bolne me tujhe thda bhi sharam nahi aayi


what ever dusaro ki chod yaar


saale mera bhai hai tu but kaminey


mujhe bhi nahi choda tune


haan mana ki tujhe baad me feel hua


sabko sry bola ache bacho ki tarah


sab kuch fir se theek ho gaya


but mujhe kisi ke sry ka koi farak nahi padta hai


aur nah hi mai kisi ko jaldi sry bolta hu


thanx bol chandu ko


jo tujhe itana pyaar karti hai saale


uski wajah se hi mai aaj ye sab kiya


nahi toh tere se mai life me kabhi nahi bolne wala tha


mai us din bahut jayda hurt hua saale


but ab mai wo sab bhul gaya


humne sath me kitana masti ki comm par


mujhe sab kuch yaad hai


saale wo sab baat tu kaise bhul gaya tha


life me kuch bhi ho jaye


kabhi aapne frnds ko nahi bhulna chahiye


saale hum frnds nahi bhai hai


aur ye baat aaj ke baad kabhi mat bhulna


aur is baar bhula nah


toh mai achi tarah se yaad dila dunda


mere bhai agar ye sab pad kar tujhe bura lagta hai toh


achi baat hai tujhe bhi feel hona chahiye ki


mujhe kitana bura laga tha


_____________


aare aapni bhai ko bahut bol diya maine


mere bhai wo sab mera pyaar samajh


sabke pyaar karne ke tarike alag hote hai


tere bhai ka tarika kuch aisa hi hai


_______


happpy b'day bru


many many happy returns of the day


have a great life a head


god bless u


love u bru


tcr


No comments:

Post a Comment